Title: new year
Tags: rida_butt
Blog Entry: For the End of 2011 and for the start of 2012 Thanx... Un logon ka jo mujhay nafrat kartay hain Q k Unhon nay mujhay mazboot banaya. Thanx... Un logon ka jo mujhsay pyar kartay hain Q k Unhon ny mera dil bara kar diya. Thanx... Un logon ka jo meray liay pareshan huay Or Mujhay bataya k zarasal who mera bohot khayal rakhtay hain. Thanx... Un logon ka jinhon nay mujhay apna bana k chor diya Or Mujhay ehsas dilaya k Duniya main her cheez aakhari nahi hoti. Thanx... Un logon ka jo meri zindagi main shamil huay Or Bana diya aisa, jesa main nay socha b nahi tha. Thanx... Meray ALLAH ka Jis nay in sub halat ka samna karnay ki himat di. "HAPPY NEW YEAR" to all
VIEW FULL VERSION: Link