Assalam-O-Alaikum Dost! Login Or Signup
Mainey Suna Hai ky wo blast chahaat karne walaa hi
Mny suna hai k blast mn zindagi b shamil hai
Mainey Suna Hai ky woh Boom Shehrose hi Lya Tha?
Maine suna hai k zindagi n sherose mile huye hain ?
Mainey Suna Hai ky Bhut days Baad Yahan posting hui Hi
maine suna hy k ap kal onlyn nahin ho,en hain??
Mene suna hai ke aj kal samra g kafi active hai
maine suna hai k masoom bht rules bana raha hai
maine suna hai kay samra comments buhat kam karti ha
Main nay suna hia k Uxair Faisalabad main rehta tha ":P
Main nay suna hia kay aftab haripur say ho kar aya ha
Main nay Suna hia Uxir raat 2 bajay so giya tha :)
Main ny suna hai ky Pakistan cricket team ny England walon ky armaano py Oous daal di hai...
Main Nay suna ha england world no 1 nai rhi
Main nay suna hai k 9 bajny walay hian aur mujhy office b jana hia, so byeeee
Main Nay suna ha key PAKISTAN ke home ground pr koi bhi international team cricket khelne nai a rhi
Main nay suna hai ky sar awin apnay pass say kahie ja raha ha batien
Main ne suna hai k main 0.0001% active ho gaya hoon
Main ne suna hai k main 100 % active ho gaya hoon
Main nay suna hia k aaj barish hoi thi Lahore mian ...
Copyrights © 2008-2012 - DOSTEE.PK - All Rights Reserved