TnXxx maHaM siSss 4 lykINg mY sHaRe...:)
& alSoo tnXxXxuu allll...:)
nD heRe iZzz aGain 4 minE siDe...hOpe u lykkk Dsss...:)

"Barish ka Qatra Seepi or Sanp dono kay Munah mein girta hai Jab keh Sanp ussay Zehar bana deta hai aur Seep Usay Moti. Jis ka jaisa "Zarf" waisi Uss ki "Takhleeq"
"Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao"
"Jo Dukh day Us se Taluq na rakho aur jis se Taluq na rakho usay dukh na dO"
"Insan Gunah Kerne Ki Waja Se Jahanum Mein Nhi Jata Bal Keh Gunah Per Mutmaen Rehny Aur Tauba Na Krney Ki Waja Se Jahanum Mein Jata Hy"
