1) budhiya k balon main pin nahin hia.
2) bananas aik pic mian 2 aur dosri main 3 hain.
3) tray mian star k sath flopy pari hoi hia
4) tray k sath gamly mian aik taraf 1 fish hia aur dosri tarf 2 fish hian.
5) Bili k right hand mian spoons ya loly pop different hia.
6) bili k left ear mian plate mian tasweer hia jab k dosri pic mian nahi hia.
7) almari k oper aik taraf dolls bani hian aur dosri taraf piyala bana howa hia
8 ) Almari k darwer pay aik taraf heart banay hian aur dosri taraf circls hian.
9) larky ki zuban nikli hoi hia aik pic mian, dosri mian nahin nikli hoi
10) aik pic mian larky nay socks pehny hian aur dosri mian nahin
11) dewar pay scenray mian desgin different hai
12) clocks ka time different hia
bas yehi 12 differences hian :)